Yun durr rehkar duriyon ko badhaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khayal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte….
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khayal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte….
Mehfil main kuch to sunana padta hai,
Gham chupakar muskurana padta hai,
kabhi unke hum bhi the dost,
Aaj kal unhe yaad dilana padta hai…
Gham chupakar muskurana padta hai,
kabhi unke hum bhi the dost,
Aaj kal unhe yaad dilana padta hai…
Nafrat tum Kabhi na Karna Humse,
Hum yeh she nahi payenge,
Ek Baar Keh Dena Humse Jarurat Nahi ab Tumhari.
Aapki Duniya Se hans Kar Chale Jayenge…
Hum yeh she nahi payenge,
Ek Baar Keh Dena Humse Jarurat Nahi ab Tumhari.
Aapki Duniya Se hans Kar Chale Jayenge…
Humse pucho kya hota hai pal pal bitana,
Bahut mushkil hota hai dil ko samjana,
Yaar zindagi tih beet jayengi,
Bus mushkil hota hai kuch logo ko bhul pana…
Bahut mushkil hota hai dil ko samjana,
Yaar zindagi tih beet jayengi,
Bus mushkil hota hai kuch logo ko bhul pana…
Koi kar le tujhe kitna bhi pyar,
par sabke pyar se mera pyar sacha hoga,
Yakin na aaye to dekhna khidki se,
Teri barat se mera janaja acha hoga…



